The difference between the winner & runner-up Ajay Dhillon (I voted
for Ajay) is 31 votes. Irrespective of who voted for whom many told me
that their second choice was either Ajay or Youdhveer. Thank you! guys
for selflessly enlightening us, entertaining us
and posting regularly about comics for years. You two have no idea of your fan following. Hats off! Take a bow!
Special Mention - Saurabh Agrawal (4 Votes), Mukesh Gupta & Rahul Kochar (3 Votes each).
Total Votes - 104, out of which 49 Votes (around 47%) to Youdhveer "Warrior" Singh. Isko kehte hai undisputed Champion!

Youdhveer Singh
First of all.. Thanks to "Indian Comics Fandom"...Jisne yeh Award Organize kiya.
Hum Unn sabhi Friends ko bhi Dil se shukriya kahte hain..jinhone Isme humein vote dekar Winner banaya aur hamesha... Humare Chote-chote(Asa l mein Lambe ;)) Reviews ko padha aur unhe pasand kiya.
Humari poori koshish rehegi...ki Aage bhi Comics ke baare mein fans ko Ek sahi Nazariya dene mein help karte rahein.
Hum baaki sabhi Participants ka bhi shukriya karte hain..jo iss award ka Hissa rahe...kaaphi naam humare liye naye rahe..Unke comics ko lekar vichaar hum jaroor padhna chahenge.
Reviewing par apne kuch thoughts share karna chahenge-
"Comic Reviewing ek bahut Zimmedaari bhara kaam hota hai...Kyunki Comic Industry kaaphi choti hai..aur mostly chote bachcho ka "Baal mann" sirf khushiyan chahta hai..Aise mein unhe Gambhir baatein karna aur khojna pasand nahin hota hai.
Yeh woh waqt hota hai jab Bachche ko kahani aur Chitro mein sirf aankh aur dimaag Ghul jaaye sir itni hi maang hoti hai.
Reviewing Jaroori hai...Industry ke liye..Jo lagataar declination ke daur se gujar rahi hai...Sahi aur Behtar Product aana chahiye...kyunk i Sirf Imaandar kaam hi Saalon tak yaad rakha jaata hai.
Reviewers ke liye sabse jaroori hai...Ki apni feelings aur soch se upar uthkar ek Bade Reader Group ke nazariyo ko saamne rakhein....Yeh mahatvpoorn nahin hai...ki aap kya likhte hain..mahatvpoo rn hai ki aapka likha hua kaise jyada se jyada logon ke nazariye se Milaan kar paata hai.
Kyunki Aajkal Comics ki Online Shopping jyaada hoti hai aur lagataar badhti jaa rahi hai..aise mein customers pehle se jaanna chahte hain ki woh Jis product ko order karne waale hain...woh Unke Paise ko vasool karane layak hai ya nahin."
At Last...Unn Utsuk Readers ke liye Jo kuch bhi Likhiye Sahi likhiye.
Dhanywaad Mitro
Indian Comics Fandom
Indian Comics Fandom Hall of Fame - Youdhveer Singh
First of all.. Thanks to "Indian Comics Fandom"...Jisne
Hum Unn sabhi Friends ko bhi Dil se shukriya kahte hain..jinhone Isme humein vote dekar Winner banaya aur hamesha... Humare Chote-chote(Asa
Humari poori koshish rehegi...ki Aage bhi Comics ke baare mein fans ko Ek sahi Nazariya dene mein help karte rahein.
Hum baaki sabhi Participants ka bhi shukriya karte hain..jo iss award ka Hissa rahe...kaaphi naam humare liye naye rahe..Unke comics ko lekar vichaar hum jaroor padhna chahenge.
Reviewing par apne kuch thoughts share karna chahenge-
"Comic Reviewing ek bahut Zimmedaari bhara kaam hota hai...Kyunki Comic Industry kaaphi choti hai..aur mostly chote bachcho ka "Baal mann" sirf khushiyan chahta hai..Aise mein unhe Gambhir baatein karna aur khojna pasand nahin hota hai.
Yeh woh waqt hota hai jab Bachche ko kahani aur Chitro mein sirf aankh aur dimaag Ghul jaaye sir itni hi maang hoti hai.
Reviewing Jaroori hai...Industry ke liye..Jo lagataar declination ke daur se gujar rahi hai...Sahi aur Behtar Product aana chahiye...kyunk
Reviewers ke liye sabse jaroori hai...Ki apni feelings aur soch se upar uthkar ek Bade Reader Group ke nazariyo ko saamne rakhein....Yeh mahatvpoorn nahin hai...ki aap kya likhte hain..mahatvpoo
Kyunki Aajkal Comics ki Online Shopping jyaada hoti hai aur lagataar badhti jaa rahi hai..aise mein customers pehle se jaanna chahte hain ki woh Jis product ko order karne waale hain...woh Unke Paise ko vasool karane layak hai ya nahin."
At Last...Unn Utsuk Readers ke liye Jo kuch bhi Likhiye Sahi likhiye.
Dhanywaad Mitro
Indian Comics Fandom Hall of Fame - Youdhveer Singh
No comments:
Post a Comment