Overall rating | 4.3 | |
story | 4.0 | |
artwork | 4.5 |
Sabse pehle toh yeh batana theek rahega ki yeh comics Nagraj ki THS
issue hai....42 pages mein se uska role sirf 1 page mein hai.
iske agle part Mrityujeevi mein Nagraj ka Full role hai.
Kahani mein Nagraj ki ek puraani Villain ko waapas laya gaya hai.
Comic choti hai magar entertaining hai.
Hemant ji ne Horror theme ke according bahut badhiya artwork banaya hai....Jungle aur Rain scenes bahut achche bane hain....aur Gaurav ji ki Inking bhi shaandaar hai.
Overall Ek acchi kahani ka Shuruaati plot mil gaya hai...jaroor padhiye.

Overall rating | 4.5 | |
story | 4.5 | |
artwork | 4.5 |
Infected ke Next part Mritujeevi ka swaagat.
Kahani jitna socha tha usse bhi jyaada badhiya likhi gayi hai....Kahani ko past-present ke beech mein jis tarah se balance karke rakha gaya hai...woh apne aapme ek acheivement lagti hai.
Miss Killer ka role bahut jordaar lagta hai...aur Nagraj ke saath saath sabhi side roles bhi achche lagte hain.
Artwork ke baare mein Ek word "Fantastic"
Mritujeevi comics har RC Fan ko leni chahiye..

No comments:
Post a Comment